Fanna Dialogue-Shayari


Fanna
E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.

Fanna

Tere Dile mein meri saanson ko panah mil jaaye
Tere Ishq mein meri Jaan Fanaa Ho jaaye�.

Fanna

Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,
sachi chahat to sada bezuban hoti hai,
pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,
suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai….

Fanna

Phool hun Gulaab ka�?
Chameli ka mat samjhna�?
Aashiq hun aapka�?
Apni Saheli ka mat samjhna�?

Fanna

Dur Humse Jaa Paoge Kaise,
Humko Bhool Paoge Kaise.
Hum Who Khushbu Jo Saanson Mein Utar Jaye,
Khud Apni Saanxon Ko Rok Paoge Kaise..

Fanna

Bekhudi Ki Zindagi Hum Jiya Nahi Karte,
Yun kisika ka Jaam Hum Piya Nahi Karte.
Unse Kehdo Mohabbat Ka Izhaar Aakar Khud Karein,
Yun Kisika Peecha Hum Nahin Karte�.

Fanna

RONE DE TU AAJ HAMAKO TU AANKHE SUJANE DE
BAHO ME LELE AUR KHUD KO BHEEG JANE DE
HAI JO SEENE ME QUAID DARIYA WO CHUT JAYEGA
HAI ITANA DARD KI TERA DAMAN BHEEG JAYEGA..

Fanna

Tere dil mein meri saanson ko jagah mil jaaye,
Tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye,
Adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren ham,
Magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain ham.

Fanna

96 thoughts on “Fanna Dialogue-Shayari

  1. waqt guzarega,hum bikkhar jayenge,,kaun jane ki hum kidhar jayenge..hum aapki parchayi hain,yaad rakhnajahan tanhai mili,vaha hum nazar aayenge..

    1. hi rishabh

      rishob :waqt guzarega,hum bikkhar jayenge,,kaun jane ki hum kidhar jayenge..hum aapki parchayi hain,yaad rakhnajahan tanhai mili,vaha hum nazar aayenge..

      1. “Ansun nikal Aae hain Rone se pahale
        Har khwab toot jaatein hain sone se pahele.
        Ishq hain Gunaah ye to samaz main aagaya
        Kaash koi rok letha Ye hone se Pahele”

  2. Abhi Wo Dard Baqi Hai
    Agarchay Waqt Marham Hai

    Magar Kuch Waqt Lagta Hai
    Kisi Ko Bhool Janay Main

    Dobara Dil Basanay Main
    Abhi Kuch Waqt Lagna Hai

    Abhi Wo Waqt Baqi Hai
    Main Kaisay Nai Ulfat Main

    Apni Zaat Ko Ghum Kar Doon
    Kay Mairay Jism-O-Wujdaan Main

    Abhi Wo Fard Baqi Hai
    Abhi Us Shakhs Ki Mujh Par

    Nigah-E-Sard Baqi Hai
    Abhi To Ishq Kay Rastoon Ki

    Mujh Par Gard Baqi Hai
    Abhi To Dard Baqi Hai

  3. mohabbat ke bhi kuch andaaz hote hain jagti ankhon mein bhi kuch khwab hota jaruri nahi ki gham mein aansu nikla muskurati ankhoon mein bhi sailabh hota hain

  4. this film is amasing i never forget this film in my life once my love start from this film title track ie. ” mere hath me” now my girl friend is not their with me but that film will show that my girl friend always with my Heart her name is “TASLIM BANU” NOW she loves someone but still i love her;

  5. New here, from Toronto, Canada

    Just a quick hello from as I’m new to the board. I’ve seen some interesting posts so far.

    To be honest I’m new to forums and computers in general 🙂

    Mike

  6. What is UniqueHoodia?
    – is a cactus-like plant that originates from the Kalahari Desert and has been used for centuries for its well noted appetite suppressant qualities. This unusual plant has been a staple diet of the Sans tribesman to keep them going without very little sustinence for many days and even weeks on long, arduous treks and hunting trips. The astonishing weight loss attributes of this very special cacti has now came to light and UniqueHoodia was created.
    UniqueHoodia is one of many diet aids that choose to ultilise Hoodia Gordonii as the chief ingredient to help the user consume less food and calories and as a result, lose weight. What makes UniqueHoodia head and shoulders above the rest is that it uses totally un-tainted Hoodia Gordonii, so you can be positive that you’re getting the real deal and not a poor replication and that you are buying a product that really does deliver.
    UniqueHoodia will safely and successfully suppress your hunger, meaning that you will eat less calories and gain a huge reduction in body fat. This makes UniqueHoodia a particularly useful solution for those who go overboard and consume too much of the wrong foods, for example; fatty, high calorific, starchy foods. The amazing attributes of this plant will let you to eat a considerably lesser amount and hence, begin to burn fat and lose the flab!
    Many retailers claim that their diet pills are also made from the loved Hoodia Gordonii plant but this is very deceptive. More often than not they are not made from the actual Gordonii plant itself but from another Hoodia species, it is all too easy to fool the buyer by claiming one’s product is produced from ‘Hoodia.’ If any Hoodia does reside in the product It is expected to contain such an trivial amount that it is unlikely to have any real consequence on your weight at all.
    With UniqueHoodia, you will get 460 mg of – in its pure and natural state. This is just the right amount to eliminate 2,000 calories from your diet which could enable you to lose between 1lb – 5lb a week. As UniqueHoodia is coming right from the plant, there is no need todoubt the safety of the product, there are no fillers, binders or hidden extras, meaning absolutely no side effects just a better than most weight loss result. UniqueHoodia is most definitely a cost effective answer to your weight loss woes, you get 30 more tablets than what is offered with more inferior Hoodia goods at a truly affordable price. What’s more you have an guaranteed 6 month money back promise which means you can have utter faith in UniqueHoodia, dissimilar to other competitors on the market you can feel confident that the manufacturers have so much belief in their product that you will lose weight and attain the figure of your dreams all at no risk and low cost. Do not wait, experience the wonder of –
    for yourselves straight away.
    Hoodia Gordonii – Read full review

  7. Kab Unki Palkon Se Izhar Hoga
    Dil Ke Kisi Kone Me Hamare Lye Pyar Hoga
    Ghuzar Rahi He Raat Aap Ki Yaad Me
    Kabhi To Aap Ko Bhi Hamare Saath Pyar Hoga…

  8. This design is steller! You obviously know how to keep a reader amused. Between your wit and your videos, I was almost moved to start my own blog (well, almost…HaHa!) Fantastic job. I really loved what you had to say, and more than that, how you presented it. Too cool!

    1. Sau dard hain Sau rahatein
      Sab mila dil nashin
      Ek tuhi nahieeeeee

      Rukhi rukhi sii yeh hawa
      Aur sukhe patte ki tarah
      Shehar ki,Sadko pee main
      Lawaris, udta hua
      Sau raste
      Par teri rah nahi.eeee

      Sau dard hain,sau rahatein
      Sab mila dilnashin
      Ek tuhi nahieeeeee

      Behta hain paani, behne de
      waqt ko yuhi, rehne de
      dariya ne karwat li hai toh
      saahilon ko sehne de
      sau hasratein
      par tera ghum nahieeeeeeee

      sau dard hain sau rahatein
      sab mila dilnashin
      ek tuhi nahieeeeeeeeeeeeeeee

  9. me bd se hoon. . Aur uper mera fb id ha… Indian ladkiyon mujhse dsti karogi. . Mjhe ek hindustani ladki dost bananeka bohot khwayish haaaa

  10. Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,
    sachi chahat to sada bezuban hoti hai,
    pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,
    suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai….

  11. kambakht kise peene ka shok kise hota he……..
    hame to unki ankho ne pilayi he,,,,,
    wo to le gaye the apni yaado ko apne sath
    ye jaam hi unki yaado ko itne karib laai he…..

  12. use baadh ki kaha parwah he
    wo to wiper laker khadi rhti he
    ham to sochte he,,,wo baadh me dubkr hmare paas aa jaye….
    lakin mitti dalkr wo sari baadh sukha deti he

  13. kambakht kise peene ka shok kise hota he……..
    hame to unki ankho ne pilayi he,,,,,
    wo to le gaye the apni yaado ko apne sath
    ye jaam hi unki yaado ko itne karib laai he…..

  14. phool khilte hai bahaaron ka samaa hota
    haiaise mausam mein hi to pyaar javaan hota hai
    dil ki baaton ko hothon se nahi kehte,
    ye fasaana to nigaahon se bayaan hota hai

  15. Dawa Bhi Kaam Na Aaye Koi Dua Na Lage
    Mere Khuda Kisi Ko Pyar Ki Hawa Na Lage
    Kuch Maznon Bane Kuch Ranjha Hue
    Kuch Romeo Kuch Farhad Hue
    Iss Rang Roop Ki Chahat Mein
    Jane Kitane Barabad Hue

  16. Kbi jindagi ki tammna krte hai .
    Aur kbi mout ka izhaar krte hai .
    Boh hi kyun hmse door rhte hai jine hm apni jaan se bi jyada pyar krte hai .

  17. My lover likes shayari so much..
    But i even don’t know ABCD of it..
    . .:)
    Kuch na kisi se bolenge bas
    tanhai mein chup-chap ro lenge
    ab neend to ati nahi chlo jab maut
    aayegi tab jee bhar ke so lenge..

  18. humey tu apno ne lota ghero main kya dhum tha humari qasti waha dobhi jaha pani kam tha

    msg galat ho geya tha:)))

  19. Ye mohabbat tujhe panne ki koi rah nhi..ye mohabbat tujhe pane ki koi rah nhi…tu to usise hi milegi jise teri parwah nhi…

  20. Kudrat k niyamo se inaayat na karna
    Apni Kismat pe aitbaar na karna
    Wo khud dega ijazat apko
    Bas, Waqt se pehle paane ki shikayat na karna.

Leave a comment